Song Credit
Title : Mujhe Meri Tarah
Singer : Jyotica Tangri & Sanket Banker
Music : Rishabh Srivastava
Lyrics : Srivastava Syed Amir Hussain
Music Label : Skillify
Copyright : JDS©
- Mujhe Meri The Lyrics in Hindi
Subah bhi tu hai tu shaam bhi
Hai dard tu aaram bhi
Safar bhi tu mera qayaam bhi
Hai kuch nahi aur tamaam bhi
Mujhe meri tarah hai tu bhi chahta
Jan ke dil ko mila hai ab sukoon
Kami jo thi kabhi hui poori sabhi
Ek pal bhi doori ab na seh sakun
Adhoora tha tere bina
Tere hone se kaabil hua main
Hai meri ye khush kismati
Teri zindagi mein shaamil hoon main
Jo tu na hota mera kya hota
Tasabbur bhi ye mushkil hai
Main kashti hoon jis dariya ki
Uss dariya ka tu saahil hai
Mujhe meri tarah hai tu bhi chahta
Jaan ke dil ko mila hai ab sukoon
Kami jo thi kabhi hui poori sabhi
Ek pal bhi duri ab na seh sakun