Galliyan (Teri Galliyan Galliyan teri Galliyan Lyrics) Ek Villain | Ankit Tiwari
Song CreditSong : Galliyan (Teri galliyan galliyan teri galliyan)
Movie : Ek Villain
Singer : Ankit Tiwari
Lyrics : Manoj Muntasir
Music : Ankit Tiwari
Label : T-Series
- Song lyrics
Jab tak hum kisi ke humdard nahi bante na
Tab tak hum dard se aur dard hum se juda nahi hota
Aaahaaa haanaaahaa
Yahin doobe din mere
Yahin hote hai savere
Yahin marna aur jeena
Yahin nandir aur madeena
Yahin doobe din mere
Yahin hote hai savere
Yahin marna aur jeena
Yahin nandir aur madeena
Teri galliyan galliyan teri galliyan
Mujhko bhaavein
Galliyan teri galliyan
Teri galliyan galliyan teri galliyan
Yuhin tadpavein
Galliyan teri galliyan
Tu meri,
Neendo mein sota hai
Tu mere,
Ashqo mein rota hai
Sargoshi,
Si hai khayalon mein
Tu na ho
Phir bhi tu hota hai
Hai sila
Tu mere. dard ka
Mere dil ki duaayein hai
Teri galliyan galliyan teri galliyan
Mujhko bhaavein
Galliyan teri galliyan
Teri galliyan galliyan teri galliyan
Yuhin tadpavein
Galliyan teri galliyan
Kaisa hai,
Rishta tera mera
Bechehra,
Phir bhi kitna gehra
Ye lamhe,
Lamhe ye resham se
Kho jaayein,
Kho na jaayein humse
Kaafila..
Waqt ka..... rok le
Ab dil see judaa na ho
Teri galliyan galliyan teri galliyan
Mujhko bhaavein
Galliyan teri galliyan
Teri galliyan galliyan teri galliyan
Yuhin tadpavein
Galliyan teri galliyan
- Galliyan>>Award
Filmfare Award for Best Male Playback Singer - Ankit Tiwari
IIFA Award for Best Lyricist - Manoj Muntasir